Maula ya salli wa sallim
Da-iman abadan ala
Habibika khairil khalqi
Kulli mi'
Maula ya salli wa sallim
Da-iman abadan ala
Habibika khairil khalqi
Kulli mi'
Na koi aap jaisa tha
na koi aap sa hoga
Koi Yusuf se pooche mustafa ka husn kaisa tha
zameen-o-aasman mein koi bhi misal na mili
Maula ya salli wa sallim
Da-iman abadan ala
Habibika khairil khalqi
Kulli mi'
Maula ya salli wa sallim
Da-iman abadan ala
Habibika khairil khalqi
Kulli mi'
Daleel - e- zindagi wo hai
Kamaal- e- bandagi wo hai
Koi beedar ho usme meraj-e-admi wo hai
wohi to deen duniya hai
jo bate aap ne kahi
Maula ya salli wa sallim
Da-iman abadan ala
Habibika khairil khalqi
Kulli mi'
Maula ya salli wa sallim
Da-iman abadan ala
Habibika khairil khalqi
Kulli mi'
Koi bhi baat ho har hukum
unka muttabar aisa hai
ky unka haan nahi kehna bhi hai
quran ke jaisa
Hadees-e-paak kehlaye
jo baatein aapne kahi
Maula ya salli wa sallim
Da-iman abadan ala
Habibika khairil khalqi
Kulli mi'
Maula ya salli wa sallim
Da-iman abadan ala
Habibika khairil khalqi
Kulli mi'
Darood unpar
salaam unpar
yehi kehna khuda ka hai
khuda ke baad jo hai martaba, salle-ala ka hai
wahi ghumkar ummat hai
wahi sardar-e-alam hai
wahi to harsh ke maisan mein sabki shafa-at hai
shafa-at ke liye sabki nazr unpar tiki hogi
Maula ya salli wa sallim
Da-iman abadan ala
Habibika khairil khalqi
Kulli mi'
Maula ya salli wa sallim
Da-iman abadan ala
Habibika khairil khalqi
Kulli mi'