Hum Tum - Sukriti Kakar & Prakriti Kakar Lyrics


Yaadon mein tu hai
Haan bas tu hi
Kaise yeh jadoo kiya
Hoon main adhoori
Tu hi zaroori
Bin tere laage na jiyaNasha sa teri aakhon mein baaton mein
Tu jeene ki wajah
Maza na in sooni sooni raaton mein
Aaja na yoon na tadpaTum hum aur hum tum
Ho jaaye kahin ghum mahiya
Main tere bina ghumsum
Na jaane toone aisa kya kiya
Tum hum aur hum tum
Ho jaaye kahin ghum mahiya
Main tere bina ghumsum
Na jaane toone aisa kya kiyaJaun na kabhi tujhe chhod ke sajna
Ek pal ke liye bhi door
Tere sath mujhe hai chalna
Jahan jahan le jaaye tuMain khoyi khoyi hoon
Na soyi soyi hoon
Jabse tu hai mila
Chhupa kahan tha tu
Zara bata de tu
Tujhpe rahun main fidaNasha sa teri aakhon mein baaton mein
Tu jeene ki wajah
Maza na in sooni sooni raaton mein
Aaja na yoon na tadpa
Tum hum aur hum tum
Ho jaaye kahin ghum mahiya
Main tere bina ghumsum
Na jaane toone aisa kya kiyaTum hum aur hum tum
Ho jaaye kahin ghum mahiya
Main tere bina ghumsum
Na jaane toone aisa kya kiyaKaisi hai yeh betabiyan
Badhne do nazdeekiyan
Tere bina har lamha
Kaise jiyun main tu bataTum hum aur hum tum
Ho jaaye kahin ghum mahiya
Main tere bina ghumsum
Na jaane toone aisa kya kiyaTum hum aur hum tum
Ho jaaye kahin ghum mahiya
Main tere bina ghumsum
Na jaane toone aisa kya kiya

Hum Tum lyrics !!!