Bas Ek Baar Lyrics
Meri nazron ko tune sapna dikhaya
Jagaya mujhe raaton mein
Dabi dabi saanson mein khushboo le aaya
Kabhi jo naa thi raahon meinAisa mera dil kabhi na tha
Jaisa yeh ho gaya
Karamaat teri hai yehBas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Maano na kehna mera
Main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Kehta hai dil yeh meraAate aate tum le aana be-mausum ki
Kuch barishein yahaan
Aadhe aadhe bheege dono hon phir apni
Kuch khwaishein riha
Aisa mera dil kabhi na tha
Hairaan be-wajah
Saughat teri hai yehBas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Maano na kehna mera
Main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Kehta hai dil yeh meraHaan.. bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Maano na kehna mera
Main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Kehta hai dil yeh meraBethe bethe soche tumko
Do ankhein hi bunti kahaniyaan
Hanste hanste baatein karte
Ik dooje se khwabon ke darmiyaanAisa mera dil kabhi na tha
Iss baar ho gaya
Khurafat teri hai yeh
Bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Maano na kehna mera
Main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Kehta hai dil yeh meraHaan, bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Maano na kehna mera
Main toh bas ek baar tumko dekhne ko tarsun
Kehta hai dil yeh mera