Toot Jaayein - Nishawn Bhullar & Vishal Mishra Lyrics


Khwabon se keh do nazar mein na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayeinKhwabon se keh do nazar mein na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein
Dard kab talak mera hoga humsafar
Jaata kyun nahi teri tarah chhod karYaadon se keh do na yoon paas na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayeinToot'ta hai har ek dil
Tootna hi dil ki manzil hai
Saari dua, saari wafaa
Iss saazish main sab shaamil hai
Toot'ta hai har ek dil
Tootna hi dil ki manzil hai
Saari dua, saari wafaa
Iss saazish main sab shaamil haiGhairon ki baahon main milne lage ho
Ab to yeh bhi kubool mujhe
Bhool gaya jo tujhe ik pal mein
Tu bhi ja ab bhool useTeri gali ab na kabhi
Aaunga main oh yaara
Bas dil se keh do darmiyaan na aaye
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayeinKhwabon se keh do nazar mein na aayein
Vaadon ki tarah tere yeh bhi toot jaayein

Toot Jaayein lyrics !!!