Lucky Ali

Lyrics to Ye Dil Deewana Hai

Thoda suroor hai
Dil ka kasoor hai
Tanha tanha lamha lamha

Koi to izhaar kare
Ye koi chup reh jaaye
Jo sabko hi sataye
Chain kahin na aaye dil mein
Dil ki duniya mein dekho
Duniya hai dilwalon ki
Mehka mehka hai aalam
Tanha tanha lamha lamha

Thoda suroor hai,
Dil ka kasoor hai
Yeh ye dil deewana hai