Bhoolna kya bhulana kya
Roothna kya manana kya
Dil ko behlane ka
Aur bas hai bahana kyaZindagi ka thikana kya
Dil kabhi tha sayana kya
Rooh mein tu hai mehfooz
Phir tera jaana kyaTujhe khoya nahi tha kabhi
Tu hai yahin kahin aaj bhiFursat ka jo har lamha hai
Mujhse bas yeh kehta hai
Aadat teri baaton ki aaj bhi
Aaj bhi
Teri aankhon ne jo dekhe the
Meri aankhon mein woh sapne hain
Sarhad nahi khwaabon ki aaj bhi
Tu hai aaj bhiBin bulaye yeh aana kya
Aa gaye to hai jaana kya
Teri yaadon se behtar hai
Dil ka thikana kyaTere mere woh pal meethe
Kam lage sath jo beete
Par tu hai door yeh meri
Aankhon ne maana kyaTujhe bhoola nahi tha kabhi
Tu hai mere kareeb aaj bhiFursat ka jo har lamha hai
Mujhse bas yeh kehta hai
Aadat teri baaton ki aaj bhi
Aaj bhi
Teri aankhon ne jo dekhe the
Meri aankhon mein woh sapne hain
Sarhad nahi khwaabon ki aaj bhi
Tu hai aaj bhi